Nokia is maheny apna pahla android mobile matraf karway ga:
Nokia ka ya kam kimat mobile boht jald Pakistan market mein local mobile companyo Q mobile voice mobile aur G5 wagara sa makbla kary ga
Nokia ya mobil Nokia X ka name sa markit mein is mahny ka akher mein a jay ga sunny mein aya ha ka Nokia is mobil par kafi mahnat kar raha ha
Magr harani ki bat ya ha ka Nokia ya smart phone google play ka bager lunch kar raha ha
ab sawal ya payda ho raha ha ka Nokia ka ya kam kimat wala mobile kis trha pahly sa pakistan market par hawi howi compnyo Q mobile voice Mobile aur G5 sa makbla kary ga




